Suni Hawa Suni Ghata (Male) Lyrics - Bollywood Hollywood | Sonu Nigam | Sandeep Chowta

Suni Hawa Suni Ghata (Male) Lyrics

suni hawa suni ghata suni
hai ye chandni bhi
suni hawa suni ghata suni
hai ye chandni bhi
hai gum sum sitare hai
gum sum nazare hai gum sum
ye zindagi

suni hawa suni ghata suni
hai ye chandni bhi
suni hawa

suni pawan suni kiran
lehrata aata hai tera badan
suni pawan suni kiran
lehrata aata hai tera badan
kehta hai aaja ghadi chain
pa ja ya mujhko panah
de ya mujhme samaja
magar tu nahi hai na tera
badan hai ye gum sum hawa
ye chaman hai
suni hawa suni ghata suni
hai ye chandni bhi
suni hawa


suni lehair suni pehair
gumsum hai mere shamo
sehair
suni lehair suni pehair
gumsum hai mere shamo
sehair ho rato si subhe
ho subho si rate kare koi
kitni khudi se hi bate
ye rate wahi hai magar tu
nahi hai ye bate wahi
tu nahi hai
suni hawa suni ghata suni
hai ye chandni bhi
suni hawa suni hawa suni
ghata sunihai ye chandni bhi
hai gum sum sitare hai
gum sum nazare hai gum sum
ye zindagi bhi
suni hawa suni ghata suni
hai ye chandni bhi
suni hawa


lyrics typed by: shristy sharma
Suni Hawa Suni Ghata (Male) Song lyrics is from film Bollywood Hollywood The song sung by Sonu Nigam. The song has music composed by Sandeep Chowta.

Actor:

Singer: Sonu Nigam

Music Director: Sandeep Chowta

Lyricist:


Copyright © 2021 Lyricsio All rights reserved.