Ka Dekhu Main Chand (Unplugged) Lyrics
ye tan man ye jivan, sab kuch marke
bethi hu ha tum par ye dil haarke
ye tan man ye jivan, sab kuch marke
bethi hu ha tum par ye dil haarke
ka dekhu main chand piya re
ka dekhu main chand piya re, tu jo nazar na aaye

poonam rain amavas laage
poonam rain amavas laage, pal pal ji ghabraaye
ka dekhu main chand piya re, tu jo nazar na aaye
meri subah sham sab tu hai piya
meri chahato ka rab tu hai piya
mose dur tu kab hai piya, piya o re piya
sanjh tumhi se bhor tumhi se, bandhi man ki dor tumhi se

parchhai apne hi tan se
parchhai apne hi tan se isbidh sang chhudaye
ka dekhu main chand piya re, tu jo nazar na aaye
mose mohe chhin gaye tum, kahe aise nithur huye tum

bhaag kisi bairi ko rama
bhaag kisi bairi ko rama ye din naa dikhalaye
ka dekhu main chand piya re, tu jo nazar na aaye
ka dekhu main chand piya re, tu jo nazar na aaye
ye tan man ye jivan, sab kuch marke
bethi hu ha tum par ye dil haarke
ye tan man ye jivan, sab kuch marke
bethi hu ha tum par ye dil haarke
nahi khabriya man basriya ki jaan naa lele tees jiya ki

sapne milan de ban gaye dhuni
sapne milan de ban gaye dhuni birah gaan jalaye
ka dekhu main chand piya re
ka dekhu main chand piya re, tu jo nazar na aaye
khojt hai do pagal naina, kho gayi nindiya rutha chaina

kaise dhiraj rakhe manwa
kaise dhiraj rakhe manwa kaase peer sunaye
ka dekhu main chand piya re, tu jo nazar na aaye
ka dekhu main chand piya re, tu jo nazar na aaye
More Lyrics from Ishq Click