Ho…
Raat barati kandha kothe tap tap ke gaana Tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana
Raat barati kandha kothe tap tap ke gaana Ho raat barati kandha kothe tap tap ke gaana Tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana Tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana
O… Aashiq dil ki tashan purani Kehte gyaani ishq siyapa, aag jawaani Chali gayi toh phir nahi aani kudi begaani Rehne de jeena seedha saadha
Main bani teri Radha Maine sakhiyon se ankhiyon mein Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada, zyaada Main bani teri Radha Tune sapno tadapano mein rakhna hai Mujhko piya thoda zyaada, zyaada Main bani teri Radha
Unche chaubare mein jaane kaise June mein bhi kohra pade, o pade O dheeli charpaai pe Yuddh Panipat ka lade
Keh gaye gyaani ishq siyapa, aag jawaani Kariye na jhootha koi vaada
Main bani teri Radha Maine sakhiyon se akhiyon mein Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada, zyaada Main bani teri Radha Tune sapno tadapano mein rakhna hai Mujhko piya thoda zyaada, zyaada Main bani teri Ra… Main bani.. Ra.. Wo..
Arey mann ki jo baatein na boli thi auron se Boli hain saari woh tumse haan tumse hi tumse Arey ab maine kya lena auron se Pyari hai mujhko toh yaari Jo tumse hai tumse haan tumse
Chal jhoothi tu jhoothi hai Jhoothi teri yaad aani na re mainu Tere baad bhulunga main tainu
Arey murli mein teri hai jaane kya jaadu Sata na lo haari main tumse haan tumse hi tumse
Yeh kaisi kheencha-taani hai Yeh ishq siyapa, aag jawaani Mushkil hai yeh aag bujhani Jalna padega aadha aadha
Main bani teri Radha (Tu bani meri Radha) Maine sakhiyon se akhiyon mein Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada, zyaada
Main bani teri Radha Tune sapno tadapano mein rakhna hai Mujhko piya thoda zyaada, zyaada
Main bani teri Ra… Main bani teri Ra… Wo.. Ra… Main bani.. Ra… Wo…
Actor: Shahrukh Khan, Anushka Sharma
Singer: Sunidhi Chauhan, Shahid Mallya
Music Director: Pritam
Lyricist: Irshad Kamil